Roz Sovum
Sayyid bin Ta'us ra ne kutub-e-ImΔmiyyah se naql kiya hai ke is roz do raka'at namaz mustahab hai. Pehli raka'at mein Surah al-Faatehah aur Surah al-Fath (No. 48) aur doosri raka'at mein Surah al-Faatehah aur Surah al-Tawheed padhe aur salaam ke ba'd sau martaba αΉ£alawΔt padhe aur sau martaba kahe
Ψ§ΩΩΩΩΩ°ΩΩΩ
ΩΩ Ψ§ΩΩΨΉΩΩΩ Ψ§Ϋ€ΩΩ Ψ§ΩΨ¨ΩΩΩ Ψ³ΩΩΩΩΩΨ§ΩΩ
Aur sau martaba istighfaar kare phir haajat talab kare.