يَا دَاۤئِمَ الْفَضْلِ عَلَى الْبَرِيَّةِ
Ay makhlooqaat par hamesha fazl o karam karne waale,
يَا بَاسِطَ الْيَدَيْنِ بِالْعَطِيَّةِ
aur donon haath se ataa karne waale,
يَا صَاحِبَ الْمَوَاهِبِ السَّنِيَّةِ
Ay azeem tareen a'taaya ke Maalik
صَلِّ عَلٰى مُحَمَّدٍ وَ اٰلِهِ
Muhammad (S.A.W.) o Aal-e-Muhammad (A.S.) par rehmat naazil farma
خَيْرِ الْوَرٰى سَجِيَّةً
jo apne kirdaar mein tamaam kaa'inaat se afzal o bartar hain
وَ اغْفِرْ لَنَا يَا ذَا الْعُلٰى
aur Ay Khuda-e-Buland o Bartar mu'aaf farma de
فِي هٰذِهِ الْعَشِيَّةِ۔
hamaare gunaahon ko aaj ki shaam.